Daju Thank you very Much...Aap UKD kaa Mulyankan wale topic me to meri ish baat par sahmat nahi hue thay lekin lagta hai Board par naa sahi lekin aap kahi naa kahi sahmat ho hee gaye thay meri baaton se kyonki aaj aapane bhi same wahi baat yaha par kahi hai (
Jo satta me hain unhi ko vikash ke liye viwas karo).
Aaj ki UKD ke karyakartaon aur UKD ke Buddijiwiyo ki ek aur khaash baat hai ki unki karani aur kathani me bahut antar hai jiske karan Uttarakhand ke logo ne unhe nakara hai (Jaise Sharab Virodhi aandolan kaa boori tarah se dhawast ho jaana etc....)
Howard University me 1 baar Memmory par ek experiment hua thaa aur jisme paaya gaya ki...
1. Ham jo padte hain uska kuch (
) dino ke baad kewal 3-5% yaad rakh paate hain.
2. Aur jishe ham sunte hain uska 10-15% (
?) yaad rakh paate hain.....
3. Lekin jishe ham apani aakhon se dekh lete hain uska more than 60% ham hamesha yaad rakh lete hain.
Lekin UKD me abhi koe bhi dikha paane wala buddijiwi/Neta nahi hai ye bhi ego ke alawaa ek aur karan hai.
हम कैसे कह सकते हैं की UKD अच्छा विकाश करेगी वो तब करेगी जब सत्ता मैं आएगी नेताओ और कार्यकर्ताओ को को देखकर तो यही लगता है अभी सत्ता ही बहुत दूर है विकाश तो बाद की बात है उकड के लोगो में बहुत अहं है ये एक जुट नहीं होना चाहते मुझे तो ये टोपिक ही निरर्थक लगता है UKD का हर कार्यकर्ता अपने तरीके से कार्य करना चाहता है न की संगठन के अनुसार अगर इनकी किसी तरह सरकार बन भी जाए तो क्या गारंटी की तब इनका अहं नहीं जागेगा अहंकार से कोई विकाश नहीं होता मेरी राइ ये है की पहले हम " UKD एक संगठन" पर चर्चा करैं उसके बाद विकाश की बात करंगे नहीं तो जो सत्ता में हैं उनको विकाश के लिए विवश करो