Author Topic: Rajnikant Semwal, Singer's New Experiment- गायक रजनीकांत सेमवाल नया एल्बम  (Read 22122 times)

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 40,912
  • Karma: +76/-0
रजनीकांत सेमवाल जी तिलुकिया मामा एल्बम यह सबसे हिट गीत है जिसमे आप   उत्तराखंड के ढोल दमाऊ का पूरा आनंद ले सकते है! यह गाना बहुत ही लोक प्रिय   हुवा है, सबसे अच्छी देखनी वाली बात है, ढोल के साथ आप झूम सकते है! एक   नया प्रयोग.. 

मेरी सुनीता रेशमी बांध हाय तेरो रुमाल   हाय सुनीता रात पियान्दी पारदी का माला!

 
 


 Tikuliya mama

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 40,912
  • Karma: +76/-0


 
रजनीकांत सेमवाल जी से मेरी कल बात हुयी थी ! उनका सपना है उत्तराखंड के लोक संगीत को पंजाबी, भोजपुरी और अन्य भाषाओ की तरह एक नयी पहचान दे!   

जल्दी ही सेमवाल जी मेरापहाड़ फोरम में आप लोगो से रुबुरु होंगे!

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 2,865
  • Karma: +27/-0
बहुत ही अच्छा प्रयास है. रजनीकांत जी से अनुरोध है की ऐसे नवीन प्रयोग आगे भी जारी रखे. मेरा पहाड़ परिवार उनके एल्बम के हिट होने की कामना करता है.

Devbhoomi,Uttarakhand

  • MeraPahad Team
  • Hero Member
  • *****
  • Posts: 13,048
  • Karma: +59/-1
सेमवाल जी बहुत अच्छा प्रयास हम सब आपके साथ है ,और आपके ये गाने भी बहुत सुन्दर हैं !

Rajanikant Semwal

  • Newbie
  • *
  • Posts: 41
  • Karma: +2/-0
uttrakhand ke sabhi sathiyoo ko mera pyaar bhara namskaar, aaj mujhe  MERAPAHAD COMMUNITY pe likhne ka saubhyga prapt huaa . is ke liye mein shree M.S Mehta ji aur mera pahad ke sabhi manneeya sadasyoo ka aabhar vyakt karta hu jinhone mujhe yeh avsar pradan kiya, 

sabse pahle mein apna parichay aap sabhi logo ko dena chahunga , mera naam rajanikant semwal hai . mera janam uttarkahi zile ke mukhwa (markanday) gaon me huaa.shuruaati shiksha uttarkashi me huyi,12th karne ke baad D.A.V(P.G)COLLAGE se snatak pass kiya , uske baad dehradun se hi MBA  pass out kiya aur saath saath sangeet se senior deploma bhi kiya .ghar me sangeetmay mahool tha mere pita ji swargeey D.P SEMWAL  loksangeet ke jaane mane jankaar they .mein bhi SHREE NARENDRA SINGH NEGI JI  ke geet suna karta tha aur niranter sunta rahta hu. Shree Negi ji ke geeto me lagta hai ki maa sarswati sakshat baithi hai.unke gaane sidhe aatma tak pahunchte hai.

 10th ke baad maine socha tha ki kabhi mein bhi album banaunga .pahle mera rujhan hindi pop aur rap me tha .yaha pe mein ek baat sacchhai se swikaar karna chaunga ki me APACHE INDIAN se kaafi zyada prabhavit raha hu .mujhe yeh kahne me koi sankoch nahi hai ki me music line me APACHE INDIAN  ke album arrange marrige sunne ke baad aaya .darsal sabse pahle unke naam ne hi  mujhe bahut zyada prabhavit kiya, APCHE INDIAN  jisme INDIAN  word tha , mujhe aisa laga ki koi aisa singer hai  jo india ke sangeet aur sanskriti ko album ke madhyam se pure sansaar  phela raha hai aur india ka naam roshan kar raha hai,

mujhe bhi yahi se prerana mili ki mein bhi uttrakhandi sangeet me aisa ki kuch prayog karke uttrakhand ki sanskriti ko desh-videsh tak pahuchaunga.

TIKULIYA MAMA is sapne ki pahli sidi  hai, jise pure uttrakhand ki janata ne saraha aur apna pyaar diya .is ke liye mein uttrakhand ki janta ka tahe dil se shukriya ada karta hu,AUR aage bhi chaunga ki aap isi tarah mera is kaam me mera saath denge.............aapka saathi     RAJANIKANT SEMWAL   

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 40,912
  • Karma: +76/-0

Semwal JI.

First of all a very warm welcome to merapahad community.

It is nice to know the details about you. मेरे हिसाब से उत्तराखंड के सबसे पहले Singer होंगे जिन्होंने संगीत me diploma bhi kia hai! aapka kaam tilukiya mama me bahut sarahneey raha hai!

Merapahad portal kee taraf से aapko der saari shubhkamnaye ! God bless u!

All the best for your upcoming releases. 

uttrakhand ke sabhi sathiyoo ko mera pyaar bhara namskaar, aaj mujhe  MERAPAHAD COMMUNITY pe likhne ka saubhyga prapt huaa . is ke liye mein shree M.S Mehta ji aur mera pahad ke sabhi manneeya sadasyoo ka aabhar vyakt karta hu jinhone mujhe yeh avsar pradan kiya, 

sabse pahle mein apna parichay aap sabhi logo ko dena chahunga , mera naam rajanikant semwal hai . mera janam uttarkahi zile ke mukhwa (markanday) gaon me huaa.shuruaati shiksha uttarkashi me huyi,12th karne ke baad D.A.V(P.G)COLLAGE se snatak pass kiya , uske baad dehradun se hi MBA  pass out kiya aur saath saath sangeet se senior deploma bhi kiya .ghar me sangeetmay mahool tha mere pita ji swargeey D.P SEMWAL  loksangeet ke jaane mane jankaar they .mein bhi SHREE NARENDRA SINGH NEGI JI  ke geet suna karta tha aur niranter sunta rahta hu. Shree Negi ji ke geeto me lagta hai ki maa sarswati sakshat baithi hai.unke gaane sidhe aatma tak pahunchte hai.

 10th ke baad maine socha tha ki kabhi mein bhi album banaunga .pahle mera rujhan hindi pop aur rap me tha .yaha pe mein ek baat sacchhai se swikaar karna chaunga ki me APACHE INDIAN se kaafi zyada prabhavit raha hu .mujhe yeh kahne me koi sankoch nahi hai ki me music line me APACHE INDIAN  ke album arrange marrige sunne ke baad aaya .darsal sabse pahle unke naam ne hi  mujhe bahut zyada prabhavit kiya, APCHE INDIAN  jisme INDIAN  word tha , mujhe aisa laga ki koi aisa singer hai  jo india ke sangeet aur sanskriti ko album ke madhyam se pure sansaar  phela raha hai aur india ka naam roshan kar raha hai,

mujhe bhi yahi se prerana mili ki mein bhi uttrakhandi sangeet me aisa ki kuch prayog karke uttrakhand ki sanskriti ko desh-videsh tak pahuchaunga.

TIKULIYA MAMA is sapne ki pahli sidi  hai, jise pure uttrakhand ki janata ne saraha aur apna pyaar diya .is ke liye mein uttrakhand ki janta ka tahe dil se shukriya ada karta hu,AUR aage bhi chaunga ki aap isi tarah mera is kaam me mera saath denge.............aapka saathi     RAJANIKANT SEMWAL   

Devbhoomi,Uttarakhand

  • MeraPahad Team
  • Hero Member
  • *****
  • Posts: 13,048
  • Karma: +59/-1
semwaal ji ram-ram,apko bahut-bahut bahdai ho,lekin apki ye jo album ka tittle hai TAKULIYA MAMA iska kya matlab huwwa ?

Sanjay Pal

  • Newbie
  • *
  • Posts: 28
  • Karma: +0/-0
The very melodious voice. I met to Rajnikant Bhai he is very down to earth personality too. God bless you Rajnikant bhai.. Best of Luck.


Regards
Sanjay

dayal pandey/ दयाल पाण्डे

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 669
  • Karma: +4/-2
कल मैंने रजनीकांत सेमवाल जी की एल्बम टिकुली मामा देखी और कई बार देखी, बहुत अच्छा काम किया है आपने , सबसे बड़ी बात है की रोंक में भी  folk  दिखा, में नेगी जी का बहुत बड़ा प्रसंसक हू , नेगी जी के बाद मुझे आपका काम सबसे अच्छा लगा , इसके लिए आपको बहुत बहुत बधाइयाँ , आप आगे भी इसी तरह का काम करते रहें इसके लिए बहुत बहुत शुभ कामनायें, मेरा पहाड़ ने भी फोल्क धुनों  पर आधारित  एक ऑडियो CD बनाई थी में चाहता हू कि आप उसकी विडियो बनायें, 

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

  • Core Team
  • Hero Member
  • *******
  • Posts: 40,912
  • Karma: +76/-0

 

Sitemap 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22