sabhi ko mera pyar bhara namaskar.
Main hoon shweta almora wali(as i would like to call myself)
Currently working in Noida.Pahari-by-heart.

kabhi paharon mein rehne ka mauka nahi mila, par hamesha se aisa karna chati hoon, kya koi mujhe kumaoni bolna sikha sakta hai?

. I feel proud that i am a part of such a beautiful state.