Sabse pahale Mea Pahd Team ko bahut bahut dhaniyawaad jo unhone Bhatt ji ko hum sabhi se rub-ru karwaya
jaisaa ki aap sabhi jante hain ki Delhi main Young Uttarakhand ek Cine awards karwani ja rahen hain. 18 th April 2010 ko
Bhatt Ji YU cine awards jo hone ja raha hai , kyaa ye kadam Young Uttarakhand ne sahi uthaya hai ya nahin. aur aage kyaa is-se hamri cine industry ko faydaa hoga, kyaa hamare pahadi music ko nayee jaan milegi.