hum sirf baato main nahi karm mein vishwas karte hein.
humne aaj tak ki sabse bade budget ki uttarakhandi film banayi hai
jiski lagat wapas ana mushkil hai.
humne uttarakhand ko pahli uttarakhandi film di hai.
Censor board of India se pahli bar kisi film ko Uttarakhandi Film ka Certificate mila hai.
Is Film ke dwara humne garhwali aur kumaoni sabdo ko logon ke mano se nikal phekne ka pryas kiya hai. humne logon ke man main uttarakhandi hone ki bhavana jagrut karne ka pryas kiya hai.
Is film ke dwara humne pure Bharat va vishwa main uttarkhand aur uttarakhandi sanskruti ko pahuchane ka pryas kiya hai.
Bhat ji, Prayh dekha gaya hai ki Uttarakhand ka har Teesara aadami waha ki sanskriti evam Vikas ki baaten karta hai.......lekin dasha sabhi dekh rahe hain.....
kya log wastav me aisha chahte hain yaa fir ye apne logo ke beech me publicity kaa ek aasaan tareeka ban gaya hai???