manyawar ye bataye ki seepaijee jo ki uttarakhand ki sabse mahngi film hai . .... aage koye aur bade budget ke film ke baare mai socha hai.. ..
jis tarah se.. punjab,,bangali..gujrati...rajsthani...marathi.. bhojpur.. sangeet bharat barsh mai bahut hi populare hai baki out of india bhi.. kya karan hai ki uttarakhandi music apna sthan nahi bana paya hum sabhi iski prashiti mai apna contirubution kaise de sakte hai .....