Mera Pahad forum ka bahut bahit dhanyavaad ki usne mere desh videsh main rah rahe prashansako se chat karyakram karwaya. Sabhi Sadasyon ka main haardik aabhaar karta hun ki unhone mujhse baat karne ke liye apna kimti samay nikala.
Jald hi aap logon se fir se baat hogi.
Aapka,
Preetam Bhartwan.