Tourism in Uttarakhand > Tourism Places Of Uttarakhand - उत्तराखण्ड के पर्यटन स्थलों से सम्बन्धित जानकारी

My Uttarakhand Tour - मेरा उत्तराखंड भ्रमण

(1/10) > >>

Anubhav / अनुभव उपाध्याय:
Doston is Uttarakhand bhraman ke dauran mujhe Katarmal ke Surya Mandir jaane ka mauka mila. Aap logon ko jaan ke aashcharya hoga ki Bharatvarsh main 2  hi Surya Mandir hain 1 to Konark aur doosra Katarmal. Ise 11 vi se 12vi sadi ke beech main Katyuri Raja Katarmal ne banwaya tha. Katyri vansh ne Kumaun Mandal main bahut saare prasidhh Mandir banwae hain jaise Baijnath, Jaageshwar, Dandeshwar, Baageshwar wagarah. Almora se Ranikhet via Kosi jaate hue Kosi gaav ke baad Katarmal gaanv padta hai. Ab to Mandir tak jaane ke liye road bhi ban gai hai jo ki lagbhag 1.1 Km lambi hai uske baad takreeban 400 meter ka paidal raasta hai. Yeh kaafi unchai pai hai aur February aur November main Surya ki pahli Kiran is par padti hai. Yahan se Almora ka bahut hi sundar drishya dikhai padta hai.

हेम पन्त:
बहुत सुन्दर वर्णन... तस्वीरों का इंतजार है

Anubhav / अनुभव उपाध्याय:
Jahan se paidal raasta shuru hota hai wahan se Surya Mandir ki photo:

Anubhav / अनुभव उपाध्याय:
Surya Mandir apna gauravshaali ithihaas:

Anubhav / अनुभव उपाध्याय:
Main temple:

Navigation

[0] Message Index

[#] Next page

Sitemap 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 
Go to full version