wah wah pankaj Jee.... mjaa aa gyaa thoda khet ke aaujaro ki taraf aapne rukh kia hai...
नश्यूड़: Nashyud 1 prakaar ka aujaar hai jo Hau(hal) ke niche lagta hai.. Jutai ke dauraan yhi jameen ko khodta hai....
मै - Ise Humaare yhaa "Moy" ke naam se bhi jaana jaata hai.... ropai me hal jotne ke baad.. Mitti ko plain karne ke lie.. Taaki "Put" aaram se rope jaa sake... iska istemaal hota hai..
गल्यूड़ -?
रमट/बनकाट- Kulhaadi.... Axe.. Lakdio ko kaatne ke kaam.. Humaare yhaa ise "Bankaat" ke naam se jana jaata hai....
आंसी/ दांतुली- Ghaas kaatne ke kaam aati hai.. Hindi me ise draanti kehte hai....
कुतकुताई- Hindi me ise Gudgudi kehte hai.. Angreji me Tickling...
खवाई -.. Pankaj jee If me galat nahi hu to aapne ye ख्वाई kehna chahte hai.. Jiskaa matlab hota hai kisi stored paani ko bhaa denaa....e.g पाणि ख्वाई दियो
कनफूल - Kaan me phne waale jewar ko Kanfool kehte hai
ढाड़ - Ronaa.... Weep
इन शब्दो का मतलब बतायें-
नश्यूड़-
मै -
गल्यूड़ -
रमट/बनकाट-
आंसी/ दांतुली-
बौस -
कुतकुताई-
खवाई -
कनफूल -
ढाड़ -
फिनार -
भांट -
झसक -
फसक -
फसक्या-