sabhi uttranchal wasio ko main hemant ka sadar namaskar ,,,doato mera gavn ramnagar se age padata hain ,,abhi8 aap sabhi ko malum hi hoga ki uttranchal main bahut barsat huvi jiski karan ramnagar se patkot wali road ki halat itni kharab hain ki kuch kah nahi sakte ,,,pahle to barsat main road band hi ho gayi thi or aab jab chalu bhi hain to bura hal ,,,,,agar koi gavn main achanak bimar ho jata hain to na hospital main docter or na ramnagar le jane ki subidha ,,,,,,neta apni jeb bhar rahe hain .or nirdosh janta mar rahi hain.........ye hal akele mere gavn ka nahi hain ,uttranchal main kai gavn hain jaha yahi sab ho raha hain,,,,,,,,,,,