• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat with Mr Madhavanand Bhatt Producer & Builder -सीधी बात एम् एन भट्ट से

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, March 23, 2010, 11:38:41 PM

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Sunkar achha laga ki aap palaayan jaise samsaamyik vishay pai film banane ki ichha rakhte hain. Aasha karte hain jald hi Sipaiji jaisi bhavya aur dhamakedaar prustuti aapki palayan vishay par bhi hogi.
Quote from: Madhavanand Bhatt on March 26, 2010, 03:58:58 PM
Sipaijee Film banate samay kafi kuch samasyon se jhujhna pada, rajya sarkar ki anumati hone ke bavajud hamein kuch jaghon par Film chitrankan nahi karne diya gaya. Gaon gharo ke logon ne kafi madat ki. Garwhal Redgiment ne kafi madat ki.

Uttarakhand main Film jagat ka bhavisya Ujwal hai sirf sarkari sahyog ki aavasyakta hai.

Palayan vishay par hum bhi kaam kar rahe hain. Umeed hai hum bhi is vishay par ek Film banayenge. 

Madhavanand Bhatt

Anubhav ji namaskar,
Apne samaj ke logo se baat-cheet karna mere liye saubhagy ki baat hai.

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on March 26, 2010, 03:52:41 PM
Bhatt ji Namashkar. Mera Pahad forum main aapka swagat hai. Samast Mera Pahad sadasyon ki taraf se main aapka
haardik abhinandan karta hun aur aapka dhanyavaad karta hun ki aapne apne vyast dincharya main se humare liye samay nikala.

Madhavanand Bhatt

Hum log gathaon par Film banane ka pura irada rakthe hain. Basharte Film main Garwhali aur Kumaoni ka bhed bhav nahi dikhaya gaya ho.


एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Sir,

You have also recently launched a Music Company for Uttarakhand. There are many new comers to want to come into singing field. Will your Company has any plan for giving break to new Singers also with quality of music or talent based?


हलिया

गुरु महाराज, मेरी और से पैलाग ठैरी|  आप से मिल कर भौत खुसी हो रही है हो.  आपने जिस तरह से जीवन में तरक्की की है, मैं तो कहता हूँ की मां भगवती की किरपा से हमारे पहाड़ के लड़के लोग आपसे जरूर प्रेरणा लेंगे और जीवन में तरक्की के नए - नए रस्ते पर आगे बढ़ेंगे. 

मेरा पहाड़ / Mera Pahad

Aapki isi soch ke hum kaayal hain jo shetra vishesh se sambandhit nahi hai. Humein sampurna Uttarakhand ke vishay main sochna hai naa ki kisi shetra vishesh ke. Samast Mera Pahad sadasya aapka tahe dil se swagat karte hain aur aapka forum main aane ke liye dhanyavaad karte hain.

Quote from: Madhavanand Bhatt on March 26, 2010, 04:03:15 PM
Hum log gathaon par Film banane ka pura irada rakthe hain. Basharte Film main Garwhali aur Kumaoni ka bhed bhav nahi dikhaya gaya ho.



Madhavanand Bhatt

Bharat ek prajatantrik rashtra hai, yahan har kisiko ek seema tak apne vichar rakhne ki azadi hai. Jab tak darshak aise sangeet ko pasand karenge tab tak aise sangeet ka nirman jari rahega. 

हलिया

महाराज, आप बंबई जैसे शहरों में बिल्डिंग बनाते हैं हो.  आजकल तो पहाड़ों में भी सब लेंटर वाले ही मकान बन रहे हैं, वो भी बड़े-बड़े.  इससे पहाड़ों के पर्यावरण को  कोइ खतरा तो नहीं होगा ना महाराज?

bhatt ji sadar namskaar.. maafi chahta hoon kuch deri ho gaye hai aane mai.. kya kare pvt job wale thaire ho ..

hame khushi hai ki aap hamare bich mai aaye..

Madhavanand Bhatt

Bisht ji Namaskar,
Mujhe bhi aap logo ke beech aakar bahut khushiho rahi hai..

Quote from: Mohan Bisht -Thet Pahadi/मोहन बिष्ट-ठेठ पहाडी on March 26, 2010, 04:08:14 PM
bhatt ji sadar namskaar.. maafi chahta hoon kuch deri ho gaye hai aane mai.. kya kare pvt job wale thaire ho ..

hame khushi hai ki aap hamare bich mai aaye..