• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 
Introduction of Community Members - मेरा पहाड़ के सदस्यों से परिचय !

Started by मेरा पहाड़ / Mera Pahad, September 13, 2007, 04:03:04 PM

prakashgoswami

Thanks to all member of merapahad...its an honor to be with you guys...

Thanks,
Prakash Goswami
"Jai Uttarakhand Dev Bhoomi"

geetika

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Welcome Geetkia ji

Welcome on merapahad community.

Thanks for sharing your feeling with us. Afterall who wish to be away from Devbhoomi but it is the question of livelihood.

Kaash wahah jeene layak naukari mil jaati.

Quote from: geetika on September 19, 2009, 05:31:33 PM
namaskar,
I am geetika from Pauri currently in panchkula.
trying to go back to the roots.

ashoknegi91

hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii every body
i m ashok negi 4m sukai (baijroo) pauri garhwal

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Welcome to merapahad portal Ashok ji.

Quote from: ashoknegi91 on September 19, 2009, 09:35:33 PM

hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii every body
i m ashok negi 4m sukai (baijroo) pauri garhwal

purushotamsati

pooransadhikari

Namaskar aap sab logon ko.
Main Airari (Charu Tiwari ji ke gaon ke pas) ka rahne wala hun. Maine 10 Inter College Naugaon Kafra aur 10+2 Inter College Bagwalipokhar se kiya aur uske baad navy mein bharti ho gaya. Ab main bhartiya nausena se retire hokar mumbai mein job kar raha hu. Aur apne pahad ko miss kar raha hun.

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Welcome Adhikari Ji,

Bahut aacha lagata hai jab apne log is portal mai aate hai, apne or pahad ke bare mai jaankari dete hai.

Aasha hai aap yahan aate rahenge or hame apna marg darshan denge

jai uttarakhand

Quote from: pooransadhikari on September 20, 2009, 07:10:52 PM