• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Devalgarh An Introduction - देवलगढ़: एक परिचय

Started by सन्दीप काला, June 30, 2008, 06:13:09 PM





Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Sandeep bhai yeh jo Mandir samuh hai ismain 2 hi mandir hain ya aur bhi hain?

सन्दीप काला

jahan ki ye pics hai yahan to do hi mandir hai :-
ek ma rajrajeshwari
dusra maa gaura devi (hamari kul devi ya kaho kalao ki kuldevi)

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on June 30, 2008, 06:30:54 PM
Sandeep bhai yeh jo Mandir samuh hai ismain 2 hi mandir hain ya aur bhi hain?

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

achha bhai yeh Delhi se kitni door hai lagbhag aur thaherne ki kya suvidhaen hain?

सन्दीप काला

Srinagar ka route to apko pata hi hoga :)

bas srinagar se 16-17 km dur hai

srinagar se aage main road se jaate huwe dhari devi kuchh pahle right side pe ek raod kat ti hai wahan se aap devalgarh pahunch jayenge

rukna to apko srinagar hi padega , mere khayal se devalgarh me to rukne ka koi shadan nahi hai.

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on June 30, 2008, 06:36:18 PM
achha bhai yeh Delhi se kitni door hai lagbhag aur thaherne ki kya suvidhaen hain?

Anubhav / अनुभव उपाध्याय


सन्दीप काला

Devalgarh me to nahi par , aap dharidevi ja sakte hain, jo kaliyasaud me hai

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on June 30, 2008, 06:46:49 PM
Aas paas aur kuch dekhne laayak hai?