• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Sapna Awasthi(Bollywood Singer) On 20 Oct 2008 At 03:00PM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, October 16, 2008, 09:02:08 PM


Sapna Awasthi

Namashkar Manoj ji, bahut achha lag raha hai. Bilkul main aap log jab bulaoge tab haazir ho jaaungi.

Quote from: UKF MANOJ NEGI on October 20, 2008, 04:36:08 PM
_/\_namaskar sapna ji ....www.merapahad.com ko jo aapne apna keemati samay diya uske liye dhanyabaad.

sapna ji aapko kaisa lag raha hai apne uttrakhadi bhaeyo or behnao se yahan par milkar.
aasha karta hun ki aap hamare saath youn hi nirantrata sneh banaye rakhenge.

manoj negi
ekeshwar/pouri garhwal
presentaly delhi

Sapna Awasthi

Bilkul bahut lagaav rakhte hain.

Quote from: H.Pant on October 20, 2008, 04:38:21 PM
आपको प्रकाश चन्द जी के कार्यक्रम "रंगिलो कुमाऊं, छबिलो गढवाल" में पहाङी भाषा में बोलते हुए देखकर बङा गर्व का अनुभव हुआ. क्या आपके बच्चे भी उत्तराखण्ड से लगाव रखते हैं?

Sapna Awasthi

Sabhi bhai baheno ka bahut bahut dhanyavaad man to nahi kar raha lekin samay abhaav ke kaaran mujhe offline hona pad raha hai. Aap logon ke baaki sawaalon ke jawaab main mail se bhej dungi.

Mera Pahad team ka haardik dhanyavaad mujhe mere Uttarakhandi fans se rubaru karane ke liye.

Sabhi logon ko Deepawali ki haarduik shubhkamnaen.

Dhanyavaad,
Sapna Awasthi

sapna ji aapne hame itna samay dina hum sabhi mera pahad ke sadshya aapke abhari hai.. kabhi samay meele to jarur phir se aayega...

thanku so much..




shailikajoshi


aapko diwali ki hardik subh kamnaye...

aaka jeewan sukhi aur mangalmay ho.. aap aur bhi uchayiyo per pahuche...

yehi hum bhagwan se kamna kar sakte hai..

namskaar..

jai uttarakhand..

jai bharat
Quote from: Sapna Awasthi on October 20, 2008, 04:49:40 PM
Sabhi bhai baheno ka bahut bahut dhanyavaad man to nahi kar raha lekin samay abhaav ke kaaran mujhe offline hona pad raha hai. Aap logon ke baaki sawaalon ke jawaab main mail se bhej dungi.

Mera Pahad team ka haardik dhanyavaad mujhe mere Uttarakhandi fans se rubaru karane ke liye.

Sabhi logon ko Deepawali ki haarduik shubhkamnaen.

Dhanyavaad,
Sapna Awasthi

Meena Rawat


Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Thanks Sapna ji for your valuable time. Friends you can call her and talk to her she is available on the below no. for 15 minutes number is of Prakash Chand ji our member:

9892144999