• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Meena Rana(Folk Singer) & Sanjay Kumola On 22 Feb 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 18, 2008, 03:13:49 PM


Meena Rana


मीना जी कमोला जी बहुत अच्छा लगा आप लोगो से बात कर के और भविष्य मई भी आशा करते है की आप लोग इसी तरह से हमेशा बात करते रहे... आपलोगों को बहुत बहुत सुबह कम्नाये.

जय उत्तराखंड.  


Meena Rana

Uttarakhandi main Virendra Negi ji se aur Hindi film main Nadeem Shravan ji se.

Quote from: vachan sanwal on February 22, 2008, 12:40:21 PM
sanjay ji Uttarakhandi Music & Hindi Filmo me Aapke Favourite Music Dir kaun kaun hai?[/color]

Quote from: Meena Rana on February 22, 2008, 12:37:35 PM
Change to kaafi hua hai. Commercialization ke daur main jo chalta hai woh banta hai. Humari sadaiv koshish rahti hai ki mithaas ke saath modern music diya jaae jo nai generation ko bhi appeal kare saath hi folk bhi khatam na ho.

Quote from: vachan sanwal on February 22, 2008, 12:05:56 PM
Sanjay ji Aap se Janna Cahta hun kI Music Direction me Abhi tak kiya badlav aaya hai keyonki abhi bhi kuch khas badlav nahi dikh raha hai, balki aaj ke dur me pahad ke gaano ki Mithaas thoda kam hi hui hai jiska kiya karan aap mante hai?




uttrakhandi

Aajkal ke uttrakhand ke singers jo reality competitions me part le rahe hai jaise Vasundhera raturi(little champs)Zee Tv, Mona Bhatt(Fame Gurukul)Sony Tv, aur Charu Semwal(indian Idol)Sony Tv me the, to aapka inke kya sandesh hai?....