• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Meena Rana(Folk Singer) & Sanjay Kumola On 22 Feb 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 18, 2008, 03:13:49 PM


हलिया

संजय कमोला जी और मीना राणा जी को मेरी ओर से और मेरे सभी गांव वालों के ओर से प्रणाम और हार्दिक अभिनन्दन स्वीकर हो।

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


Rana ji,

क्या संगीत के इस सफर के शुरवाती दौर मे आपको संघर्ष करना पड़ा. ?


हेम पन्त


Meena Rana

Mehta ji main bachpan se hi gaane gaati thi. Meri pahli album Naoni pichhadi Nauni jab main 10th class main thi tab launch hui thi. Yeh feature film thi jismain direction Puran Singh Rawat aur Mani Bharti ji ka tha.

Quote from: M S Mehta on February 22, 2008, 11:36:23 AM
मेरा प्रशन  मीना जी से..  ..

  मीना जी आप को गाने का शौक कब से हुवा.. ओर आपकी पहली एल्बम कब बाज़ार मे आयी. ?



Meena Rana

Dhanyavaad Raju Da.

Quote from: राजु दा on February 22, 2008, 11:37:29 AM
संजय कमोला जी और मीना राणा जी को मेरी ओर से और मेरे सभी गांव वालों के ओर से प्रणाम और हार्दिक अभिनन्दन स्वीकर हो।


meena ji aap to hamare uttarakhand ki saan ho aan ho maan ho.. aur aap uttarakhand ki lata ji hai.. ...

hamara saubhagya hai ki hame ek surili kokila meeli hai...

delhi/ncr mai har program mai hum aapke hazir hote hai.. hum to aapko kya de sakte hai but asha karte hai ki aap har din ek naye aayam per pahuche suro ke aur kamola ji ka music ke baare mai to kya kahe... wah wah...