• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Meena Rana(Folk Singer) & Sanjay Kumola On 22 Feb 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 18, 2008, 03:13:49 PM

हेम पन्त

गढवाली और कुमाऊँनी में आपके पसंदीदा गायक-गायिका और एक्टर कौन हैं?


uttrakhandi

vry good
Meena g namashkar.mai itni der se msg bhej rahi hu......par its nt happening.

plz bataye aapka favorite geet.....aur aapko kis tarah ke gaane pasand hai..d


एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

राणा जी,

आपके संगीत कारीर के दौरान कोई हास्य घटना जिसे आप अपने चाहने वालो के साथ शेयर करना चाहोगे ??


thoda hat ke swal hai.. koi hasya ghatna.

sanjupahari

Meena Rana Ji aur Sanjay ji ko sanjupahari ka New York se raat ke 1.30 ki namaskaar...aapka board pe swagat hai...der se aane ki maanfi,,,,
Meena ji aapka ekdam khatarnaaak wala fan hu.....APU pahark saan chaa....JAI Hooo


vachan sanwal

meena ji jo abhi haal hi me Narendra singh negi ji ke geet Nauchami Narayan me kafi vivad hua tha par kisi bhi uttarakhandi Singer ne unka saath nahi diya, kiya aap logon ki koi Unity ya union nahin hai kyoknki agar bhavishya mein kisi bhi kalakaar ke saath aisa dubara hua to kiya aap logon ko akele ya individiualy struggle karana padega????

Meena Rana

Jyadatar nae kalakaar money power se album nikal rahe hain woh log taiyaari ke saath nahi aa rahe hain. Proper gaane ki taiyaari kar ke aur mehnat karte hue album nikale to jaroor safalta milegi.

Quote from: हेम पन्त on February 22, 2008, 11:42:05 AM
मैं संजय जी से पूछना चाहुंगा कि इस समय हर महीने दर्जनों नये कलाकार गढवाली-कुमाउनी कैसेट निकाल रहे हैं, लेकिन उन्हें कोई खास सफलता नहीं मिल रही है, इसका क्या कारण है?

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


कमोला साहब के मेरा प्रशन...

कमोला जी इतने सार हिट सोंग देने के बाद कैसा लगता है.. इन हिट गीतों मे आपका सबसे प्रिय गीत कौन सा है ??