• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Meena Rana(Folk Singer) & Sanjay Kumola On 22 Feb 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 18, 2008, 03:13:49 PM

Meena Rana

Raju Da jitna humein Uttarkhand main response milta hai utna kahin nahi milta.

Delhi Mumbai main bhi achha response hai lekin Pahad ki baat hi alag hai.

Quote from: राजु दा on February 22, 2008, 11:48:47 AM
मैं तो पहाड़ में ठैरा, ज्यादातर खेतों मे, आपके गाये गाने तो कैसेट और सी.डी. मे सुनता और देखने वाला ठैरा।   अच्छा ये बताइये जब आप देश में (मतलब प्लेन्स में) लाइव प्रोग्राम दे रहे होते हो तो हमारे पहाड़ी आडियंस का रिस्पोन्स कैसा मिलता है आपको?


Meena Rana

Yeh bahut vikat prashna kar diya. Sabhi Gaayak Gaayikaen bahut achhi hain.

Pannu Gusain aur Bhavna Bhakuni aur Rachita Kukreti.

Quote from: हेम पन्त on February 22, 2008, 11:49:04 AM
गढवाली और कुमाऊँनी में आपके पसंदीदा गायक-गायिका और एक्टर कौन हैं?

vachan sanwal

Sanjay ji Aap se Janna Cahta hun kI Music Direction me Abhi tak kiya badlav aaya hai keyonki abhi bhi kuch khas badlav nahi dikh raha hai, balki aaj ke dur me pahad ke gaano ki Mithaas thoda kam hi hui hai jiska kiya karan aap mante hai?

sanjupahari

bahut saare loog eksaanth puch rahe hain...ek chota sa main bhi puchna chahta hu...
Agar aapko (dono se commom question hai) mauka diya mile to Kumaon aur Garhwal ki kaun si aisi cheez ko leke album/short-film/folklore banana chahengey jo samajik chetna ke saanth saanth dono paksho ko jodne aur nayee peede ke liye protsaahan ka kaam kare...



Meena Rana

Bahut saare hain lekin khaas hai:

Huend ka Din fir Baudi aaigini.

Chandana mera Pahad aai

Mujhe sad songs bahut pasand hain.

Quote from: uttrakhandi on February 22, 2008, 11:50:08 AM
vry good
Meena g namashkar.mai itni der se msg bhej rahi hu......par its nt happening.

plz bataye aapka favorite geet.....aur aapko kis tarah ke gaane pasand hai..d