• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Anil Bisht(Director/Singer) On 27 Feb 2008 At 03:30PM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 26, 2008, 08:37:10 PM

ANIL BISHT

Sabhi MeraPahad sadasyon ka bahut bahut dhanyavaad ki aap logon ne apna bahumulya samay mujhe diya.

Main MeraPahad ka bahut shukragujaar hun ki iske through mujhe apne desh videsh ke fans se chat karne ka mauka mila.

Sabhi naye kalakaaron se mera anurodh hai ki unhe kabhi bhi koi help chahiye ho to MeraPahad ke through mere se sampark kar sakte hain.

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Anil ji ka bahut bahut dhanyavaad ki unhone apne vyast karyakram main se kuch samay nikal ke humein diya.

Abhi Anil ji 20-25 minute mere saath hain jis kisi member ko unse baat karni ho woh 9810077696 pai sampark kar sakte hain.


bisht ji uttarakhand ke kafi yese video albums hai jisme ... Vulgarity  ...dikhati hai.. uska kya karan hai..


dauti hamare gharo mai... mahilaye mangal karyo mai pahnte hai aur ye prateek bhi ushi ka hai but.. hamare music albums mai ye har jagah dikhata hai.. jabki yesa nahi hona chahiye iska karna kya hai....? aur aap kya kahenge is baare mai....?


Risky Pathak

Anil G. Bhot Bhot Dhanywaad ki Apne vyast schedule se hum gans ke liye wakt nikala.

Aapki Aane waali movies ke liye humaari hardik subhkaamnaaye.

Namaskaar __/\__

Quote from: ANIL BISHT on February 27, 2008, 05:12:17 PM
Sabhi MeraPahad sadasyon ka bahut bahut dhanyavaad ki aap logon ne apna bahumulya samay mujhe diya.

Main MeraPahad ka bahut shukragujaar hun ki iske through mujhe apne desh videsh ke fans se chat karne ka mauka mila.

Sabhi naye kalakaaron se mera anurodh hai ki unhe kabhi bhi koi help chahiye ho to MeraPahad ke through mere se sampark kar sakte hain.

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


मे बिष्ट जी एव हमारे सारे सथोयो का धन्यवाद अदा करता हूँ जिन्होंने अपने busy schedule मे के टाइम निकाल कर इस लाइव चैट मे भाग लिया...

मे विशेषकर धन्यवाद देना चाहूँगा अपने सहयोगी अनुभव दा को जिन्होंने कल night shift मे होने के बाबजूद भी इस चैट को सफल कराया !

:)   

anil ji aapka bahut bahut dhanyawaad aapne apne bahumulya time mai se hamare is mera pahad family ko samay diya..

thanku very mcuh.. asha karta hono aap se mulakat bahut jaldi hogi

jai uttarakhand
jai bharata..namskaar

Risky Pathak

Dhanyaavd Upadhyay Jee. 
Quote from: M S Mehta on February 27, 2008, 05:20:51 PM

मे बिष्ट जी एव हमारे सारे सथोयो का धन्यवाद अदा करता हूँ जिन्होंने अपने busy schedule मे के टाइम निकाल कर इस लाइव चैट मे भाग लिया...

मे विशेषकर धन्यवाद देना चाहूँगा अपने सहयोगी अनुभव दा को जिन्होंने कल night shift मे होने के बाबजूद भी इस चैट को सफल कराया !

:)  

हलिया

क्रियेटिव उत्तराखण्ड - म्योर पहाड़ का सब लोगोंन कै बहुत बहुत धन्यवाद हो महाराज।  आफ़ूं लोग यस 'सेलिब्रिटी' का दगडा़ मुलाकात करै दिछा।  जै हो जै हो।