• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Anil Bisht(Director/Singer) On 27 Feb 2008 At 03:30PM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 26, 2008, 08:37:10 PM

ANIL BISHT

Abhi to filhaal Pahad ke liye hi kaam karna chahunga lekin agar koi achha offer milega to jaroor karunga. Filhaal Hindi main to bahut saare kaam karne waale hain lekin Pahad ki movies ke liye abhi logon ki bahut jaroorat hai.

Quote from: vachan sanwal on February 27, 2008, 04:29:57 PM
kiya aap hindi film aur tv bhi direct karna chaengey?


हेम पन्त



vachan sanwal

Plz ek do kalakaro key naam bataen aur kiya kabhi un logon ko koi proposal aaye hai?



Quote from: ANIL BISHT on February 27, 2008, 04:40:00 PM
Kaafi kalakaar hain is laayak.

Quote from: vachan sanwal on February 27, 2008, 04:28:57 PM
Bist ji Aap key favrt pahadi kalakar kun hai jinkey bare me aapko lagta hai ki vo hini filmo aur tv ke layak bhi kaam kar saktey hai...

ANIL BISHT

Dhanyavaad.

Quote from: Himanshu Pathak on February 27, 2008, 04:30:24 PM
Bisht Ye Jaankar khusi hui ki Aap "Palayan" vishay par 1 movie bnaane ja rhe hai. Is story and movie ke liye haardik subhkaamnaaye. Hume is Release ki subh ghadi ka besabri se intejaar hai

Quote from: ANIL BISHT on February 27, 2008, 04:26:12 PM
Apni moolbhoot samasya Palayan pai main aaj kal 1 story likh raha hun jaise hi story complete hoti hai uspai film banane ki yojna hai.

1 doosri baat jo mujhe bahut kachotti hai woh hai Uttarakhand main faila hua Shetravaad uspai bhi 1 film banane ki ichha hai.

Quote from: Himanshu Pathak on February 27, 2008, 04:13:11 PM
Bisht Jee Koi Uttrakhand ki Samasyaao ke upar Movie Bnaane k baare me aapke kya vichaar hai. Aapka Kya koi Plan Hai Kya? Is tarh Ka?

हलिया

महाराज, आफ़ूले क्वे होलि पर ले कै 'एल्बम' निकालि राखौ कि, खालि होलि पर।


ANIL BISHT

Kai logon se humaein prashansa mili. Himani ji se to meri baat bhi hui aur unhone kaha ki kabhi mere laayak koi kaam ho to jaroor bataen.

Quote from: vachan sanwal on February 27, 2008, 04:31:22 PM
kiya kabhi bollywood ke logon ne jinka pahad se sampark raha hai kabhi aap logon ke kaam ko appreciate kiya?

Risky Pathak