• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Anil Bisht(Director/Singer) On 27 Feb 2008 At 03:30PM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, February 26, 2008, 08:37:10 PM

ANIL BISHT

Apni moolbhoot samasya Palayan pai main aaj kal 1 story likh raha hun jaise hi story complete hoti hai uspai film banane ki yojna hai.

1 doosri baat jo mujhe bahut kachotti hai woh hai Uttarakhand main faila hua Shetravaad uspai bhi 1 film banane ki ichha hai.

Quote from: Himanshu Pathak on February 27, 2008, 04:13:11 PM
Bisht Jee Koi Uttrakhand ki Samasyaao ke upar Movie Bnaane k baare me aapke kya vichaar hai. Aapka Kya koi Plan Hai Kya? Is tarh Ka?

ANIL BISHT

Ji haan bilkul pahle se bahut improvement hai lekin abhi bahut aage jaana hai.

Quote from: M S Mehta on February 27, 2008, 04:14:33 PM
As you have been into this field since long and have directed so many movies / albums, do u think that Uttarakhandi Music Industry progressing ?

Rajen

Anil ji,
Do you think that Artists like you and Shri Narendra Negi ji should join politics so that welfare of the pahadi culture could be looked after in a better way?


vachan sanwal


ANIL BISHT

Namashkar Raju Da aapki shubhkanaon ke liye dhanyavaad. Main poori koshish karunga aapki ichha poori karne ke liye.

Quote from: राजु दा on February 27, 2008, 04:15:28 PM
बिष्ट ज्यू पैलगी.  आपका बहुत बहुत स्वागत है।
अब मैं तो ठहरा गाडा-खेतों में तो मेरे को झम-झमा-झम झुमैलो  जैसे गाने ज्यादा पसन्द आने वाले हुये।  ऐसे ही और गाने जो सीधे पहाड़ के जन-जीवन से जुड़े हों आप कुछ ज्यादा बनायेंगे तो हम-सभी को अच्छा लगने वाला ठैरा।  मैं और मेरे गांव वाले आपकी हर क्षेत्र में सफ़लता की 'मां सरस्वती' से कामना करते हैं जी।





Risky Pathak

Bisht Ye Jaankar khusi hui ki Aap "Palayan" vishay par 1 movie bnaane ja rhe hai. Is story and movie ke liye haardik subhkaamnaaye. Hume is Release ki subh ghadi ka besabri se intejaar hai

Quote from: ANIL BISHT on February 27, 2008, 04:26:12 PM
Apni moolbhoot samasya Palayan pai main aaj kal 1 story likh raha hun jaise hi story complete hoti hai uspai film banane ki yojna hai.

1 doosri baat jo mujhe bahut kachotti hai woh hai Uttarakhand main faila hua Shetravaad uspai bhi 1 film banane ki ichha hai.

Quote from: Himanshu Pathak on February 27, 2008, 04:13:11 PM
Bisht Jee Koi Uttrakhand ki Samasyaao ke upar Movie Bnaane k baare me aapke kya vichaar hai. Aapka Kya koi Plan Hai Kya? Is tarh Ka?

ANIL BISHT

Dhanyavaad Hmanshu ji.

Quote from: Himanshu Pathak on February 27, 2008, 04:18:15 PM
BIsht jee.. "Paabo Bjaar" me aapka ye song bhot achha lagta hai....

He Latuli Teri Mukdi Dhakaanda.. He Baanda Teri Laatuli he....

Are door bati ki Mee te bulandaa.. Bulaanda teri laatuli le re..

haa jhuti baat kyeko bnodi...Ni Aanda teri baato me re...