• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Gajendra Rana(Famous Singer) On 11 Jul 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, July 10, 2008, 04:41:57 PM

Gajendra.Rana

Ise aap aaj kal ke Pahad par vyangya kah sakte ho.

Quote from: H.Pant on July 11, 2008, 12:54:32 PM
आपसे एक निवेदन है--

मुझे "नी रयेन्दु मैसी" गाने का भावार्थ बता दें... इसमें भैंस गिर जाती है, शराब की बोतल का भी कुछ उल्लेख है. इससे ज्यादा समझ नही आता.


Gajendra.Rana

Sabhi Bhai Baheno ka bahut bahut dhanyavaad aap sab logon ke pyar ki wajah se hi aaj main yahan par hun.

Aap logon ka pyar aur dulaar sadaiv apekshit hai.

Samay ke abhaav ke kaaran ab main aap logon se vidaa le raha hun. Aage bhi main kisi na kisi roop se aap logon ke sampark main rahunga.

MeraPahad Uttarkhand ki kala aur sanskriti ko aage badhane main jo yogdaan de raha hai woh atulniya hai aur main hamesha ismain aap logon ke saath hun.

Dhanyavaad
Saamanya,
Gajendra Rana

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Dhanyavaad Rana ji aapne apne bahumulya samay main se kuch samay hum logon ko dia. Abhi Rana ji 10-15 minute mere saath hain agar koi bhai bahen unse baat karna chahe to 9810077696 pai call kar sakta hai.

Uttarakhand Admin

राणा जी नमस्कार,

अभिवादन. आप हमारे फोरम में आये और आपने हम सभी का मार्गदर्शन किया. मैं अपनी मिट्टी से जुड़ने की कोशिश करने वाले मेरा-पहाड़ के सभी सद्स्यों की ओर से आपका हार्दिक धन्यवाद करता हूँ.

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

राणा जी,

मेरापहाड़ मेर पधारने और अपना कीमती समय देकर अपने चाहने वालो से साथ चैट करने के लिए बहुत -२ धन्यबाद !

Uttarakhand Admin

आशा करते हैं कि आने वाले समय में भी आप हमारे सभी उत्साही सदस्यों का मार्ग-दर्शन करते रहेंगे.

rana ji bahut bahut dhanywaad aapne samay nikala bhaviysa mai bhi hum chahte hai ki aap log hum sabhi ke sampark mai rahe..

aapka mera pahad ke sabhi log sukariya ada karte hai..

dhaynawaad


सन्दीप काला

राणा जी, आपने नैलचामी पट्टी के ठेला गाँव के कार्गिल मे शहीद हुए स्व० दलबीर के उपर जो गीत गाया, वह बहुत माम्रिक गीत है , कई लोगो की आँखे नम हो गई उस गीत को सुन के ।

राणा जी, आपसे बात करके बहुत खुशी हुई , आशा करते है कि आप भविष्य में और भी सुन्दर सुन्दर गीत गायेंगे और आपके उज्वल भविष्य की भगवान से प्रार्थना करते हैं ।

धन्यवाद,
सन्दीप काला
ग्राम: सुराँश, पट्टी नैलचामी, टिहरी गढ़्वाल, ।

Risky Pathak

Rana Jee Bhot Bhot Dhanywaad aapka ki apne vyast karykaram se samay nikaalkar aap yha humaare forum per aaye.. Or Apne fans ke prashno ka uttar diaa..

aapke aane waale projects ke liyee shubkaamnaaye...

Aasha hai aap sangeet ke maadhyam se humaari sanskriti  ko sankrakshit karke rakhnege...

Sath hi sath Anubhav daa ka bhi dhanywaad jinhone is forum ke maadhyam se humaari raana jee se baat karwaai...


Dhanywaad...
Jai golu devta.. Jai Badri-Vishaall
Jai Kumaun... Jai Garhwaal


Quote from: Gajendra.Rana on July 11, 2008, 01:05:25 PM
Sabhi Bhai Baheno ka bahut bahut dhanyavaad aap sab logon ke pyar ki wajah se hi aaj main yahan par hun.

Aap logon ka pyar aur dulaar sadaiv apekshit hai.

Samay ke abhaav ke kaaran ab main aap logon se vidaa le raha hun. Aage bhi main kisi na kisi roop se aap logon ke sampark main rahunga.

MeraPahad Uttarkhand ki kala aur sanskriti ko aage badhane main jo yogdaan de raha hai woh atulniya hai aur main hamesha ismain aap logon ke saath hun.

Dhanyavaad
Saamanya,
Gajendra Rana

हेम पन्त

यह हमारा सौभाग्य है कि गजेन्द्र राणा जी ने इतना अमूल्य समय हमें दिया. हमारे पास समय की कमी थी, कल शाम ही कार्यक्रम निश्चित हुआ फिर भी इतनी भारी संख्या में राणा जी के प्रशंसकों ने उनसे सवाल पूछे.

गजेन्द्र राणा जी का पुन: कोटिश: धन्य्वाद