• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Gajendra Rana(Famous Singer) On 11 Jul 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, July 10, 2008, 04:41:57 PM


bblindia

Rana ji...

u people are very telanted....

when i saw NDTV imagine.. lokgayak performing himachali lok geet...... Junoon kuch kar dikhnai ka....

i thought when we have opportunity to see u people are performing like him....because u have more telanted and good songs collection.....

l lv to see that u people rock the stage of Like NDTV Imgine...show.....








Risky Pathak

Rana Jee... Sanskriti ke sanrakshan me Sangeet 1 aham bhumikaa nibhaata hai.

Aise me aap jaise geetkaar usi sanskriti ko sangeet ke madhyam se humaare saamne prastut karte hai uske liye bhot bhot dhanywaad...

Or aapki albums ki to khaas baat hai hi ki aap bhajno ko saamil karte ho..


Aage bhi aisi hi aapse ese aashaa hai..

Gajendra.Rana

Dhanyavaad Lekhawar ji Jai Ho Maa Surkanda Devi ki.

Quote from: bblindia on July 11, 2008, 11:24:15 AM
Gajendra Rana ji ka Tahe Dil se forum mai swagat hai.........!!!!!

aur prarthna karta hoon ki Maa Surkanda se ki o aapki gaeiki ko kaphi tarrakki dai....!!!!!

Bharat Bhushan Lekhwar
pujaldi/tehri garhwal/myor pahad..

खीमसिंह रावत


Gajendra.Rana

Ji yeh to God gift hai aur Bhagwaan ka aashirvaad hai.

Quote from: सन्दीप काला on July 11, 2008, 11:24:31 AM
Gajendra Rana Ji ko mera sadar Namaskar,

My question is :

Rana ji  , aap ki awaaj itni patli aur surili hai, is awaj ka kya raaj hai aur ise mentain rakhane ke liye aap kya karte hain ?

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


राणा जी,

क्या लोक संगीत के माध्यम से उत्तराखंड के पर्याटन को बढावा मिल सकता है ?


Gajendra.Rana


Risky Pathak