• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Gajendra Rana(Famous Singer) On 11 Jul 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, July 10, 2008, 04:41:57 PM



एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


राणा जी,

एक चीज देखा गया है की उत्तराखंड की महिला लोक गायिका उत्तराखंड की लगभग सभी क्षेत्रीय भाषा मे गाना गाती है लेकिन पुरूष गायकों एसा नही देखने को मिला.

जैसे ,  -   मीना राणा
        कल्पना चौहान
        अनुराधा निराला

क्या आप इसके बारे मे सोच रहे है आगे ?


सन्दीप काला

Rana ji , apka ek buhut prasidh gana hai "pushpa chhori paudi khal ki"
Hamne suna hai is gane pe kuchh bawaal huwa tha, kya ye baat satya hai ?

Risky Pathak

Sangeet ko Career bnaane ke liye aapko apne parivaar se sampurn sahyog mila??

aapki sangeet ki praathmik shiksha khaa hui??

Quote from: Gajendra.Rana on July 11, 2008, 11:51:28 AM
Mera bachpan Gaanv aur Delhi main gujra. Bachpan main bahut shaitaniya kiya karta tha sab mere se dukhi rahte the :)

Quote from: H.Pant on July 11, 2008, 11:29:03 AM
राणा जी अप्ने बचपन के बारे में कुछ बताइये.. आपकी पढाई कहां पर हुई?

Gajendra.Rana

Jai Ho Bholenath namo Narayan Dhanyavaad.

Quote from: NAMO NARAYAN on July 11, 2008, 11:30:19 AM
NAMO NARAYAN,
JAI HO GAJENDRA RANA JI,
Aap sangeet ke pujari ho aur sangeet ka pahala swar Bhagwan  Bhole Nath ke Damaroo se nikala tha isiliye BHOLE SHANKAR KA AAP KO ASHIRWAD HAI KI AAP KA NAAM SANGEET KE KSHETRA MEIN HAMESHA CHAMAKTA RAHEGAA AUR MANAVEEY BHAWANOUN KEE KADRA KARANE KE WASTE AAP SABHEE KE PRIYA HONGE.

NAMO NARAYAN
(seedhe Om Parwat se)


एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Question.

Your Hima Marchwano Album was super-duperhit and songs of this alums are still hit.  How is rate this success of yours ?


दिनेश मन्द्रवाल

राणा जी, क्या आपको भी ऎसा लगता है कि हमारे गीतों में "खुद" (याद) पर बनने वाले गीत, जो काफी मर्मस्पर्शी और कर्णप्रिय होते थे, वह खुद कहीं खो गई है?