• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 

Live Chat With Gajendra Rana(Famous Singer) On 11 Jul 2008 At 11:00AM

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, July 10, 2008, 04:41:57 PM

Satish Jhaldiyal

gajender ji ko satish kee taraf se pranam.... Gajendra ji hum log apke gaane kaafi chaanv se suntey hai..mein apka dhanywad dena chaunga kyunki aap jaise kalakaro ke vajah se hee hamari pahad kee sanskriti next generation mein spread kiya jaa sakta hai. mein hemji ka sawaal dohrana chhahunga...aap hamari bahut saari vilupt hoti sangeet kee shailee or vadya yantro ke baare mein kya vichaar rakhte hai!!

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720


राणा जी,

क्या आपका गायन के आलवा अभिनय में भी रूचि रखते है! आने वाले समय में उत्तराखंड की किसी फ़िल्म मे अभिनय करेंगे ?

Gajendra.Rana

Dheere dheere UK folk bhi gati pakad raha hai ab financers ki utni samasya nahi rahi hai aur uski wajah se quality main bahut sudhaar ayaa hai. Kahin na kahin kranti to aai hai ki har shaadi party main humare Uttarakhandi gaana bajne laga gaya hai aur log naachte hain jhoomte hain.

Quote from: Bhumika.U.Tewari on July 11, 2008, 11:33:54 AM
Namaskar Rana ji,

Aapka aajkal ke folk songs ke badalte nazariye pe kya vichar hain? Aur aapke hisab se kaise UK folk to badhwa diya jaye..jaise aajkal bhojpuri folk songs hit hain?

Thanks
Bhumika

पंकज सिंह महर

राणा जी,
     जैसा कि हम सभी जानते हैं कि पहाड़ का पानी और पहाड़ की जवानी, पहाड़ की काम नहीं आती है। इस मर्म पर और पहाड़ से प्रवासी लोगों को जुड़ने का आह्वान करने वाला एक गीत आपसे अपेक्षित है।

Gajendra.Rana


Risky Pathak

Rana Jee Sahi Keh Rhe Ho...

Is Kraanti me "Bablee Tero Mobile" ka bhot bdaa haath hai... :)

Quote from: Gajendra.Rana on July 11, 2008, 11:59:16 AM
Dheere dheere UK folk bhi gati pakad raha hai ab financers ki utni samasya nahi rahi hai aur uski wajah se quality main bahut sudhaar ayaa hai. Kahin na kahin kranti to aai hai ki har shaadi party main humare Uttarakhandi gaana bajne laga gaya hai aur log naachte hain jhoomte hain.

Quote from: Bhumika.U.Tewari on July 11, 2008, 11:33:54 AM
Namaskar Rana ji,

Aapka aajkal ke folk songs ke badalte nazariye pe kya vichar hain? Aur aapke hisab se kaise UK folk to badhwa diya jaye..jaise aajkal bhojpuri folk songs hit hain?

Thanks
Bhumika

Gajendra.Rana

Dekhiye Punjabi song to ab Punjabi kam aur Western jyda ho gaye hain aur Punjabi Rasthriya level ki language hai aur humari aanchlik boli.

Quote from: kailashpandey on July 11, 2008, 11:34:20 AM
Rana ji, ek tiss hamesha mere Dil me rahti hai ki kya abhi hamare Pahadi song, Panjabi song se aage nikal payenge kyonki jaha par bhi dekho panjabi song hee aage rahte hain jabki hamare pahad ke song bhi kaafi ache hain aur dhoom macha sakte hain lekin fir bhi Panjabi ish mamle me kaafi aage hain hamse abhi bhi.....

aap iska kya karan manate ho???

aur ishe ham kaise Panjabi song se aage bada sakte hain???




हेम पन्त

राणा जी, मेरे विचार से अपने लोक संगीत को दुनिया में प्रसिद्ध करने के लिये हमें अन्य भाषाओं में भी अपने लोकसंगीत पर आधारित गाने बनाने होंगे..

भूपेन हजारिका ने आसामी लोक संगीत को पूरे देश में इसी प्रकार मशहूर किया. यही प्रयोग बोलीवुड में पंजाबी व बंगाली सहित अन्य भाषा के लोक-संगीत के साथ हुआ. आप क्या सोचते हैं?

Gajendra.Rana

Ji abhi latest mera 1 album aaya hai "Suj sambhaal re man ki" Nirgun bhajno ka video bazaar main aaya hai.

Quote from: M S Mehta on July 11, 2008, 11:34:54 AM

Raana Ji,


जैसा की खासियत है आपके गानों के एल्बम में एक भजन जरुर होता है! क्या आपने भजनों का कोई एल्बम इससे पहले रिलीज़ किया है ?


एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

राणा जी,

आपके रिकॉर्डिंग एव शूटिंग के दौरान कोई हास्य घटना, जिसे आप अपने चाहने वालो से साथ शेयर करना चाहोगे ?

हा.. हा.