• Welcome to MeraPahad Community Of Uttarakhand Lovers.
 
How To Promote Tourism - उत्तराखंड मे पर्यटन को कैसे बढाया जा सकता है?

Started by एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720, October 21, 2007, 12:36:04 PM

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Mehta ji Auli main snow adventure sports ki bahut gunjaish hai. Abhi waise wahan Winter Games bhi aayojit hone wale hain usse bahut limelight milegi Auli ko.

Quote from: M S Mehta on October 31, 2007, 04:21:38 PM

Sure sir.

Govt should provide facilites for tourist to reach such places. I have seen very good places of Rafting in Uk. Like Rishikesh, Bageshwar and many others places.

If Govt promotes such adenturous sports, tourism will definitly boost there .

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:14:43 PM
Sure adventure tourism is the next big thing in tourism. Foreigners just love adventure tourism and it can bring a lot of revenue to the state.

Uttaranchali Nauni

u r correct ..to sum extnt ...for sure its gonna bring revenue ..then employment bt as far as employment is concerned ...-ve impact bhi ho sakta hain socho kaise ???

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Yaar samjhao ki -ve impact kaise ho sakta hai?

Quote from: Vedika Rawat on October 31, 2007, 04:31:49 PM
u r correct ..to sum extnt ...for sure its gonna bring revenue ..then employment bt as far as employment is concerned ...-ve impact bhi ho sakta hain socho kaise ???

Uttaranchali Nauni

employment to hoga ...lkn sab low level positions coz agar Foreigners se deal karna hain to high positions mn sab effeient rather english fluency chahiye aur fr ..govt. outsiders ko bhi recruit kar sakti n ultimately ... fr dosro ki gulaami karni padegi " yeh to -ve side hain "

but +ve bhi bohot hain ....
jaise ki har sikke k do pehlu hote hain usi tarah "

Uttaranchali Nauni

aise bas mere dimaag mn khayal aya isliye meine aap logo se keh diya ...ab haalaki ...aisa hone ki sambhavna hain  :( :o

No hard feelings ...
aplogo kya lagta hain ?

Anubhav / अनुभव उपाध्याय

Aapne bahut sahi sawaal utahya hai. Lekin jismain bhi seekhne ki lalak hogi woh aage badh jaaega. Ultimately aage wahi badhta hai jo badhna chahta hai.

Quote from: Vedika Rawat on October 31, 2007, 04:41:08 PM
aise bas mere dimaag mn khayal aya isliye meine aap logo se keh diya ...ab haalaki ...aisa hone ki sambhavna hain  :( :o

No hard feelings ...
aplogo kya lagta hain ?

Uttaranchali Nauni

yeh to apne sahi kaha aur mera doubt bhi clear kar diya

Thanks Anubhai Ji

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:52:11 PM

एम.एस. मेहता /M S Mehta 9910532720

Vedika JI,

We need a big deal from Govt side on this issue.

Quote from: Vedika Rawat on October 31, 2007, 04:37:13 PM
employment to hoga ...lkn sab low level positions coz agar Foreigners se deal karna hain to high positions mn sab effeient rather english fluency chahiye aur fr ..govt. outsiders ko bhi recruit kar sakti n ultimately ... fr dosro ki gulaami karni padegi " yeh to -ve side hain "

but +ve bhi bohot hain ....
jaise ki har sikke k do pehlu hote hain usi tarah "

मेरा पहाड़ / Mera Pahad

lekin aapne doubt bahut sahi uthaya hai. Good thinking.

Quote from: Vedika Rawat on October 31, 2007, 04:59:33 PM
yeh to apne sahi kaha aur mera doubt bhi clear kar diya

Thanks Anubhai Ji

Quote from: Anubhav / अनुभव उपाध्याय on October 31, 2007, 04:52:11 PM
Aapne bahut sahi sawaal utahya hai. Lekin jismain bhi seekhne ki lalak hogi woh aage badh jaaega. Ultimately aage wahi badhta hai jo badhna chahta hai.

Quote from: Vedika Rawat on October 31, 2007, 04:41:08 PM
aise bas mere dimaag mn khayal aya isliye meine aap logo se keh diya ...ab haalaki ...aisa hone ki sambhavna hain  :( :o

No hard feelings ...
aplogo kya lagta hain ?

पंकज सिंह महर

     यदि पर्यटन को सहकारिता से जोड़ा जाय तो मैं सोचता हूं हम कामयाब हो सकते हैं, गांवों के लोगों को जागरूक किया जाय, कुछ पूंजी पहले सरकार उन्हें दे, फिर वह (गांव वाले) अपने हिसाब से पर्यटन स्थल बनायें, गांव के लोगों को इससे रोजगार भी मिलेगा,  इसका एक पहलू यह भी है कि यात्रा मार्ग को ही अगर देखें तो हम स्थानीय लोग सिर्फ चाय की दुकान या फूल बेचने तक ही सीमित हैं, जब कि रिसोर्ट या होटल के मालिक कोई और हैं. तो सरकार क्यों नही ऎसा प्रयास करती कि ये रिसोर्ट या होटल स्थानीय लोगों के हों?
         यदि एक आदमी व्यवसाय करने में अक्षम है तो पूरे गांव या एक समूह को यह काम दिया जा सकता है.